Thursday, 15 January 2009

Tumhain Kaisay Kahain, Aazaad Hain Hum

Tumhain kaisay kahain, Aazaad hain hum
Us nagri mein Aabaad hain hum
Jahan soch pe Pehray hotay hain
Jahan jeetay hain na martay hain
Jahan sog na sehray hotay hain
Jahan taaqat andhi hoti hy
Jahan munsif behray hotay hain

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .