Kisi Ki Yaad Me Itna Udaas Na Howa Kr,,,
Kisi ki Yaad Me itna udaas na howa kr,,,D o s tLog naseeb se milte hen udasion se nahi,,,
Dekho Koi Wada Na Karo Bhul Jao Gey,
Dekho koi wada na karo bhul jao gey, Muje yad ziyada na karo bhul jao gey, Me aon to kr lena giley shikwe hazaron, Abhi se irada na karo bhul jao gey..
Ab Kiya Faaida In Barishon K Barasny Ka,,
Ab Kiya Faaida In Barishon k Barasny ka,,Wo Shakhs Sath Raha hi NahiJo Lagta Tha Galy In Badlon k Garajny se..!
No comments:
Post a Comment