Saturday, 12 August 2006

Laahaq Hai Yahan Marz Mohabbat Ka Sabhi Ko

Laahaq hai yahan marz mohabbat ka sabhi ko
Is shehar k logon mein waba aam buhat hai
Har darja sharafat ka libada hy orha
Aur dil mein haqaarat ki bala aam buhat hai
Rishton k yahan paas to rakhtay hain sabhi par
Hairat hai k lutnay ki sada aam buhat hy

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .