Tuesday, 14 July 2009

Kitni Majburiyan Ham Palkon Pe Saja Letay Hain

kitni majburiyan Ham palkon pe saja letay hain
Ham kahan rotay hain Halaat rola detay hain

yaad rehtay hain buray waqat k sath kis ko
subho hote hi log shama b bujha detay hain

sath hotay hain to lagta hai k sadiyon ka sath hai
Door hote hain to faqat do din mein bhula detay hain

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .