Tuesday, 24 November 2009

Shabaab-o-sher Kaa Ye Ghar - Poetry SMS Message

shabaab-o-sher kaa ye ghar
ye ahl-e-ilm kaa nagar
hai manzilon kii god men
yahaaN har ek rahguzar
ye shahar laaladaar hai
yahaaN dilon men pyaar hai
jidhar nazar uThaaiye
bahaar hii bahaar hai
kali-kali hai naazaniin
ye Pakistan kii sarzamiin

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .