Saturday, 5 January 2013

Haathon Mein Haath - Independence Day SMS Message

Haathon Mein Haath

Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan
Apni Zameen Hai, Apna hai aasman

Aaein gay ghum, Aayay gi khushi
Manzil Chahay, Mushkil Sahee
Aagay Barhoo

Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan
Apni Zameen Hai, Apna hai aasman

Aangan aanagan khushiyan manaein
Apni zameen ko milke sajaein
yehi hai dua

Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan
Apni Zameen Hai, Apna hai aasman

Wada karo, saath chalain
Irada karo, saath jeeain
Yunhi Sada

Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan
Apni Zameen Hai, Apna hai aasman

Veeran rahain, Raushan banaein
Bhatkay huoon ko, rasta dikhaein
Jeenay ka

Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan
Apni Zameen Hai, Apna hai aasman


Kuch Hath Se Uske Fisal Gaya ,


kuch hath se uske fisal gaya , wah palak jhapak kar nikal gaya , fir laash bich gayi laakhon ki , sab palak jhapak kar badal gaya , ..


No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .