Saturday, 13 May 2017

Hussain (R.A) Teri Ataa Ka Chashma Dilo'n K Daman Bigho'n Raha Hai

Hussain (R.A) Teri Ataa ka chashma dilo'n k daman bigho'n raha hai
Ye Aasman par udaas badal teri muhabbat me ro raha hai
Saba b jo guzre karbala se to usay kehta hai Aarsh wala
Tu aur dheere guzar yahan mera Hussain so raha hai

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .