Tuesday, 20 November 2018

Aik Din Aik Darwaish Bazar Ma

Aik din aik Darwaish bazar ma
betha tha

Badshah ne pucha

Bhai kia kr rahe ho?

Darwaish ne kaha
Bandon ki ALLAH se sulah karwa raha hon

ALLAH to maan raha hai par bandy nai maan rahe

Kuch dino baad Darwaish Qabrastan me betha ro raha tha

Badsha ne pucha
bhai ab kia kr rahe ho?
Jawab dya
ALLAH ki bando se sulah karwa raha hon
Banday to maan rahe hen par aaj ALLAH nahi maan raha.

"A silent msg 4 all"
"We still have time"
Do it..! before
its too late..

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .