Thursday, 7 February 2019

Yaha Aponi Apni Baari Par, Sub Hanstay Hain, Sab Rotay Hain,

yaha aponi apni baari par, sub hanstay hain, sab rotay hain,

dil to sab ka hota hy or dukh sab ko hotay hain,

kuch ashk dil py girtay hain kuch matti main mil jatey hain,

kuch lafz adaa ho jatey hain kuch honton mein sil jatey hain,

maana adhooray rehtay hain pr khwaab to sab k hotey hain,

kuch ko kho kr b paa lety hain or kuch ko pa kr b kho detey hein,

yaha apni apni bari pe sub hastey hain, sub rotey hein

yaha apni apni bari pe sub hastey hain sub rotey hain

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .