Thursday, 29 August 2019

Na Mai Pass Us Ko Bula Saka

na mai pass us ko bula saka
na mai dil ki bat bata saka
wo hansi hansi mein hi chal diya
k main hath tk na hila ska
yu he sochta raha door tak
mager us ko kuch na bta saka
ye maqam he tha ajeeb sa
k mein kudh ko bhi na bacha saka

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .