Dharkano K Nasheb-o-faraz Ko Sawara Tha Or Bs,,
Dharkano k nasheb-o-faraz ko sawara tha or bs,,Kagaz pe dil ka bojh utara tha or bs,,Dunia ki fikar kya thi zamany ka khauf kya,,Hum ko faqat khyal tumara ..
Munfarid Rehne Ka Andaaz Tumhen Tanha Na Kar De,,
Munfarid Rehne ka Andaaz Tumhen Tanha Na kar de,,Ho jay Subah To kisi ka Haal B Pooch Liya karo...?
Fareb Tha Unki Hasi Me,aashiqui Samaj Baithe,
Fareb tha unki hasi me,aashiqui samaj baithe,Maut ko hum apni zindagi samaj baithe.Yeh waqt ka mazak tha ya hamari badnasibi,Unki do baaton ko mohabbat ..
Mohabbat Ki Haseen Raahon Mein Aksar Maine Dekha Hai,
Mohabbat ki haseen raahon mein aksar maine dekha hai,Jo sathi sath chalte they, bichhartey maine dekha hai,Sajaatey they barey hi shoq se khayalon ki haseen ..
No comments:
Post a Comment