Monday, 24 November 2008

Gulshan Ki Tarah Muje Mehkaya Karo Tum

Gulshan ki tarah muje mehkaya karo tum
Din dhal jaye to raat ki rani ban jaya karo tum
Muje Tanhaion say bohat khouf aata hay
R kuch nahi to mera saya hi ban jaya karo tum
Tera Firaq muje khud say b begana karta hay
Khawab main b na apna daman churaya karo tum

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .