Badla hai yun b Rang-E-Mohabbat kabhi kabhi,
DiL ne teri jafa ko sahara samajh lia,
Guzri hai yun b ham pe museebat kabhi kabhi,
Duniya samajh na le tere gham ki nazaakatein,
Krta hun Zair-E-Lab jo shikayat kabhi kabhi,
Hai jis taraf nigaah tawajoh udhar nahi,
Hoti hai berukhi b inayat kabhi kabhi,
Ae Shab-E-Firaaq tu gabhra gaya hai kion,
Aati hai zindagi mein qayamat kabhi kabhi. . .*
Røçk$, , ,
Waqt Apni Rawani Me Dhalta Raha,
Waqt apni rawani me dhalta raha,me tanha tha tanha hi chalta rha,kbhi hansta tha apny naseebon py,kbi andar hi andar me jalta rha,kahin shikwy mily to ..
Khaali Jaam Liye Baithe Ho,un Aankhon Ki Baat Karo,
Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo, Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo,Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya ..
Wo Sunta To Main Kehta,mujhe Kuch Aur Kehna Tha,
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha,wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,mujhe kuch ..
No comments:
Post a Comment