Thursday, 14 October 2010

Apki Berukhi Ko Bhi Rutba Diya Humne

Apki berukhi ko bhi rutba diya humne
Pyaar ka har farz ada kiya hamne
Mat sochna ki bhula diya aapko
aaj phira apse pehle aapko yaad kiya humne

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .