Sunday, 17 November 2013

Ajab Takaazy Hain Chahaton K

Ajab takaazy hain chahaton k
Ajab yeh saari musafatain hain
main jiss ki rahon main bich gaye hoon
Uss ko Mujh say shikayatain hain
shikayatain sub bajaa hain lakin
Main uss ko kaisay yakeen dilaaun
k jo mujh ko jaan sa aziz tar hai
Usay bhulaaon to mar na jaun

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .