Saturday, 6 August 2016

Kabhi Nazrain Milane Mein Zamanay Bheet Jatay Hain

kabhi nazrain milane mein zamanay bheet jatay hain
kabhi nazrain churanay mein zamanay bheet jatay hain
kisi ne aankh bhi kholi to sonay ki nagri mein
to kisi ko ghar bananay mein zamanay bheet jatay hain
kabhi kali siyah ratain ek pal ki lagti hain
to kabhi ek pal bhitanay mein zamanay bheet jatay hain

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .