main kiya hon or kia khuwab liay phirta ho
us ne ek bar kiya tha sawal_e_mohbat
main her lamha wafa ka jawab liay phirta hon
us ne pucha kab say nhi soye
main tab say rat jagon ka hisab liay phirta ho
us ki khuwish thy ke mere ankhon main pani dekhay
main us waqat say Aansuon ka sailaab liay phirta hon
AFSOS K WO PHIR BHI MERA NA HOWA *FARAZ*
MAIN JIS KI AARZU KI KITAB LIAY PHIRTA HON
No comments:
Post a Comment