Sunday, 26 February 2017

Apni Aankhon Kay Samandar Main Utar "jaanay Day"

apni aankhon kay samandar main utar "jaanay day"
tera mujrim hoon mujhay doob kar mar "jaanay day"
ae naye dost main samjhoon ja tujhay bhee apna
pehlay maazi ka koi zakham to bhar "jaanay day"
aag duniya ki lagaee hui bhuj jaye gee
koi aansoo meray daaman per gir "jaanay day"

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .