Wednesday, 15 November 2017

Sangay Mar Mar Sa Terasha Hova Ya Shokh Badan

sangay mar mar sa terasha hova ya shokh badan
Itna dilkash hassen lagta hai k apnanay ko g chahta hai
sorkh honton pay lagi ya rangen sherab jisay pee ker bahak janay ko g chahta hai
teray seenay main dheraktay hain jo nazok tofaan
in tofaanoo main uter janay ko g chahta hai
teray paon main jo pazaib hai
is pazaib ki khanak main machal janay ko g chahta hai

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .