Wednesday, 12 January 2011

Ya Allah... - Jumma Mubarak SMS Message

Ya Allah...

Jab bhi Tera Aasman dekhta hun,
Us me Basa Ik Jahan dekhta hun..
Na jany kitny he Jahano ki Sair krta hun,,
Khol ker jab Tera QURAN dekhta hun..
.
Tere Ehsaan kitny hen Bandon pe,
Jab bhi Surah Rehmaan dekhta hun..
.
Tu to kehta hai RAG-E-JAAN sy bhi hun "MAIN" Qareeb,
Phir Pareshan Q Aaj ka Insan dekhta hun..
.
Us ki Rehmat se Kbi Mayos na hona Aye Dost,
Tujh pe Me US ki Rehmat ke Nishan dekhta hun..!

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .