Monday, 9 December 2013

Maine Kaha Wo Ajnabi Hai,

Maine kaha wo ajnabi hai,
"dil ne kaha ye dil ki lagi hai,
Maine kaha"wo sapna hai,
"dil ne kaha phir b apna hai,
Maine kaha wo do pal ki mulakat hai,
"dil ne kaha" wo sadyon ka sath hai
Maine kaha wo meri haar hai,
"dil ne kaha"Ye hi to Pyar hy

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .