Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay,
Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,
Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay
Yeh Tasalli Hai Ke Hain Nashaad Sab,,
Yeh Tasalli Hai Ke Hain Nashaad Sab,,Main Akela Hi Nahi, Barbaad Sab,,Sab Ki Khaatir Hain Yahan Ajnabi,,Aur Kehne Ko Hai Ghar Abaad Sab,,Bhool Ke Sab Ranjishen ..
''kbi Tum B Nazar Aao''
''kbi tum b nazar aao''subha se sham tk boht se log miltay hain,nigahon se guzartay hain,koi andaz tm jesa,koi hm _naam tm jase,magr tum hi nhi miltay,buht ..
Ban Jaon Agar Tum Sa, Tumhain Kaisa Lagay Ga?
Ban Jaon Agar Tum Sa, Tumhain Kaisa Lagay Ga?Har Pal Main Rahon Tum Se Khafa Kaisay Lagay Ga?Parhtay Ho Mujhay Tum Jo Nazmon Ki Tarha Se,Ho Jaun Agar Tum ..
No comments:
Post a Comment