Wednesday, 30 July 2014

Main Usey Kaisey Akaila Choorr Doon Is Raah Main

Main usey kaisey akaila choorr doon is raah main
Saath jo chalta raha majboorion k saath b
Ban k khushbu rach gaya hai yun mairey ehsaas main
Door ho paya nhi wo doorion k baad b
Rafta rafta us ko b ye dunia raas aa gaee
Muskura k wo mila hai ranjishoon k baad b
Fasley kab kam huwey han rabton k baad

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .