Wednesday, 23 July 2014

Tum Rooth Jao Muj Se, Aesa Kabi Na Karna.

Tum rooth jao muj se, aesa kabi na karna.
Main ek nazar ko tarsoon, aesa kabi na karna.
Main pooch pooch haroon, so so sawal kar k.
Tum koi jawab na do, aesa kabi na karna.
Muj se hi mil k hansna, muj se mil k rona.
Muj se bichhar k jee lo, aesa kabi na karna.
Tum chand ban k rehna, main dekhta rahon ga.
Kisi roz tum na niklo, aesa kabi na karna.
Tum chaley jao jab bhi, to dekhon tumhara rasta.
Tum lot k na aao Aesa kabi na karna…!

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .