Saturday, 19 September 2015

Muhabat Ka Irada Ab Badal Jana B Mushkil Hay

muhabat ka irada ab badal jana b mushkil hay
tumain khona b mushkil hay tumain pana b mushkil hay
udasi teray chehray ki gawara b nahi lakin
tery khatir sitaray tor ker lana b mushkil hay
zara se baat per tum aankhain bhigo ker baith jaty ho
tumain to apnay dil ka hall batlana b mushkil hay

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .