Sunday, 19 June 2016

1 Shaks Marnay K Baad Khud Ko Jannat Me Daikhta Hay

1 Shaks marnay k baad khud ko jannat me daikhta hay
Hairan hoker apnay rab sy poochta hay
Ya llah mujhay nahi yaad parta k
me nay asa koi naiki ka kaam kia hoga k
jiski waja sy me yahan agaya
Allah Pak farmaiga waqai tunay asa koi bara kaam nahi kia siwai isk k
sonay sy pehly tu sab ko maaf kark soya karta tha
tujhay kia lagta hay k
tu mujh sy ziada bara sakhee hay
jaa me ny bhi tujh ko maaf kia!!!!!
(Subhan Allah)
I Request to all of you please
forgive my all mistakes.

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .