Thursday, 9 June 2016

Nazar Uthao Zara Tum To Kaainaat Chalay

Nazar Uthao Zara Tum To Kaainaat Chalay
Hai Intizaar Kai Aankhon Say Koi Baat Chalay
Tumhari Marzi Bina Waqt Hi Apaahaj Hai
Na Din Khisakta Hai Aagy Na Aagy Raat Chalay
Na Jaany Ungli Chhura Kar Nikal Gaya Hai Kidhar
Bohot Kaha Tha Zamanay Say Saath Saath Chalay

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .