Roza Hai Darasal Jihad,
Roza hai darasal jihad,Insaan shaytan se azad,Ho jaye dushman e deen barbad,Malikul mulk se kar fariyaad,Ghalib har ja ho islam,Allah Allah mah e siyam.
"Be-zabano Ko Jub Wo Zaban Deta Hay,
"Be-zabano ko jub wo zaban deta hay,Parhne ko phir wo QURAN deta hay,Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko,Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN ..
Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,
Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil,Is Se khush Hoke Hona Rawana,Hum Sub Se Khush Hoke Hona RawanaALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,ALWADA ..
No comments:
Post a Comment