Saturday, 26 September 2009

Meri Aankhon Pe Marta Tha

Meri aankhon pe marta tha
Meri baaton pe hansta tha
Najaney shakhs tha kesa
Mujhe khonay se darta tha
Mujhe jb b woh milta tha
Yehi her bar kehta tha
Suno!
Agar main bhool jaon to
Agar main rooth jaon to
Kabhi wapis na aaon to
Bhula paao gay yeh sab kuch
Yunhi hanstay raho gay kia
Yunhi sajtay raho gay kia
Yehi batein hain bas us ki
Yehi yadein hain bas us ki
Mujhay bas yaad hai itna
Mujhay woh piyar kerta tha
Mujhay khonay se darta tha..!

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .