Tuesday, 22 September 2009

Meri Muhabbat Ki App Kya Aazmaish Kar Sako Gay

Meri Muhabbat ki app kya aazmaish kar sako gay
Jaan se ziada kya farmaish kar sako gay
Meri mohabbat hai samunder k pani ki manind
Kya samunder k pani ki pemaish kar sako gay

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .