"suno aik baar" mujhe har pal tumhari yaa aati hai,
kabhi saanson k chalne pe kabhi dil k machalne par,
kabhi baarish barasne pe kabhi aankhen chalakne par,
kabhi chada nikalne pe kabhi sooraj k dhalne par,
kabhi shab k andheron mein kabhi din k saweron mein,
kabhi logon k meley mein kabhi tanha akeley mein,
tumhari bas tumhari sirf tumhari yaad aati hai
Kabhi Aajao Tum Pal Bhar Ko,
Kabhi aajao tum pal bhar ko,Mujhe tum se batien krni hain,Kuch ghum k geet sunanay hain,Kuch raaz hain jo batlanay hain,Kuch dil ko b batlana hai,Kuch ..
No comments:
Post a Comment