Hue Mar Ke Ham Jo Ruswa, Hue Kyon Na
Hue mar ke ham jo ruswa, hue kyon nagharq-e-darya,Na kabhi janaaza uthta, na kahin mazaar hota.
Wo Chand Chup Gia Muje Raat Sonp Kar,
Wo chand chup gia muje raat sonp kar, Aankhon ko intzar ke lamhat sonp kar,Aik shaks tha jo muj se bichar gia,Ankhon ko meri mosam e barsat sonp kar....
Bebasi Hay,udasi Hay,aansoon Hien,aur Dard Hay,
bebasi hay,udasi hay,aansoon hien,aur dard hay,sab hay mere pass bas ik tum nahi ho
No comments:
Post a Comment