Jo Judai Mile To Woh Hai Ghum,
Jo judai mile to woh hai ghum, Jo dair se mile to woh hai paisa, Jo kisi kisi ko mile woh hai pyar, Jo qismat se mile woh hain AAP
Karam Kro Ya Sitam Ham Gila Nhe Karty,
karam kro ya sitam ham gila nhe karty, khiza ma yaqinan phool khila nhe karty ,milado hum ko khak ma magra ye yad rahy,hum jaise log dubara mila nhe karty
Dosti- Kaho To Ek Lafz, Maano To Bandagi,
Dosti- kaho to ek lafz, maano to bandagi,Socho to gehra saagar, doobo to zindagi,Karo to aasaan, nibhaao to mushkil,Bikhare to saara jamana,Simte to sirf ..
No comments:
Post a Comment