Thursday, 13 May 2010

Jis Shaam Me Mere Lab Par Aapka Naam Na Aaye

Jis shaam me mere lab par aapka naam na aaye

Khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye,

Ae jaane vafa yah kabhi mumkin nahi ki

Afsana likhu aur aapka naam na aaye.

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .