Wednesday, 18 April 2012

Kuch Is Tarah Sa Main Apni Zindgi Tamam Kar Don

kuch is tarah sa main apni zindgi tamam kar don
waqt sahir tum ko daikhon aur sham kar don
khawab main abhi koi taray siva dikhai na day
umer bhar ka liya ankhon ko tara ghulam kar don
taray anchal ki khusboo sa mehkain sada meri sansain
aur jitni hain meri sansain sab teray naam kar don

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .