wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.
kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,
mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.
kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di,
usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha.
meray dil main jo dar aya,koi mujh main b dar aya,
waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha.
rawan tha piyar NUS NUS main,bohat qurbat thi apis main,
usay kuch aur sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha.
ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna,
kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha.
Yahan Sang Sang Qabahatain,
Yahan sang sang Qabahatain,Hamain raas kb hain aziyatain?To ny cheen lin wo jo pas thin,Nahi pas ab mery Rahatain,Mery kam khuch b na aa saka,Na maraqaby ..
Waqt Apni Rawani Me Dhalta Raha,
Waqt apni rawani me dhalta raha,me tanha tha tanha hi chalta rha,kbhi hansta tha apny naseebon py,kbi andar hi andar me jalta rha,kahin shikwy mily to ..
Lot'ti Izzaten Aur Kat'te Sar Hain,,
Lot'ti Izzaten Aur Kat'te Sar Hain,,Ghar Wale Dekho Be-Ghar Hain,,Dhoop Bhi Sar Par Bahot Hai,,Be Saaye Se Aj Shajar Hain,,Apna Ghar Bhi Ab Toot Gaya Hai,,Kuch ..
Aaj Barson Ke Baad Dekha Hai,,
Aaj Barson Ke Baad Dekha Hai,,Ab Bhi Aankhon Ka Rang Gehra Hai ! !Woh Maate Pe Saanwali Si Lakeer,,Dil Meh Kitne Diye Jalaati Hai ! !Teri Qaamat Ke Saaye ..
No comments:
Post a Comment