kahu tu phool ban jyon?
Tumhri zindagi ka
ek hassen as0ol bn jaon?
Suna hai rait pe chl k
tm aksar mehak jati hu?
Kahu tu ab k bar mein
zameen ki dhool ban jaon?
Buth nayab h0ty hain,
jinhy tm apna khati hu?
Ijazt do k mein be
is qadr anm0l ban ja0n?
No comments:
Post a Comment