Monday, 30 April 2007

Mausam Hy Barish Ka Aur Yad Tumhari Aati Hy,

Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy,
Barish k har ek katre se aawaz tumhari aati hy,

Badal jab garajte hain dil ki dharkan barhti hy,
Aur dil ki har ek dharkan se aawaz tumhari aati hy,
...
jab taiz hawaein chalti hain aur jaan humari jati hy,
Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy.

No comments:

Post a Comment

Kitnay Anm0l H0te Hain Ye M0habbat K Rishtay Bhi,♥

Kitnay anm0l h0te hain ye M0habbat k rishtay bhi,♥ Ta'luq t0ot Bhi jaye t0u Chahat phir bhi rehti hai. .